Yeh Sard Lyrics | Bhoot

                        
                        Yeh sard aahein meri
Yeh dard keh raha sanam
Kis tarah tum se kahein
Kis tarah bebas hai hum
Jaaye kahan hum tum bin
Kaise satayen din raat tumko

Yeh sard aahein meri
Yeh dard keh raha sanam
Kis tarah tum se kahein
Kis tarah bebas hai hum
Jaaye kahan hum tum bin
Kaise satayen din raat tumko

Zindagi yeh zindagi bangayi hai bebasi
Zindagi yeh zindagi bangayi hai bebasi

Kya kare hum kya kare

Uljhano ka daur hai
Kya kare hum kya kare
Uljhano ka daur hai
Dil mein kuch bujhne laga
Dhadkano mein shor hai

Khamosh dil ki sada
sunta nahi kyon khuda
Sunta nahi kyon khuda

Zindagi yeh zindagi bangayi hai bebasi
Zindagi yeh zindagi bangayi hai bebasi
Yeh sard aahein meri
Yeh dard keh raha sanam

Phir pariksha raat hai
Main saath kaise doon sanam
Phir pariksha raat hai
Main saath kaise doon sanam
Ajnabee sa ek saya
Bangaya hai mera humdam

Tadpa raha hai mujhe
Behka raha hai mujhe
Behka raha hai mujhe

Zindagi yeh zindagi bangayi hai bebasi
Zindagi yeh zindagi bangayi hai bebasi
Yeh sard aahein meri
Yeh dard keh raha sanam.