Dreaming Lyrics | Boyss Toh Boyss Hain

                        
                        Chhule woh falak
Jab chahein be sabak
Kya baat hain badi
Koyi bhi nahi
Khushiyon ki kami
Kya kis ki padi
Humse hi hain ye zindagi
Hum jo na ho to
Kuch nahi socho na

Chhule woh falak
Jab chahein be sabak
Kya baat hain badi
Koyi bhi nahi
Khushiyon ki kami
Kya kis ki padi
Humse hi hain ye zindagi
Hum jo na ho to
Kuch nahi socho na

Chalti hain khud ye zamee
Ruk jaaye jo apane kadam
Karta hain pura safar
Jeene ka har lamha khatam
Chalti hain khud ye zamee
Ruk jaaye jo apane kadam
Karta hain pura safar
Jeene ka har lamha khatam
Kisamat pe rone se kahin
Bighadi to banti nahi socho na

Rashmo ki na keid ho
Na bandish koi bhi rahein
Apani marji se sadaa
Apni hi masti mein jeeyein

Rashmo ki na keid ho
Na bandish koi bhi rahein
Apani marji se sadaa
Apni hi masti mein jeeyein
Jeene ki khatir tu kahin
Ghaltiya to hoti rahin
Socho na all right.