Har Baat Puchiye Ye Hakikat Lyrics | Chandni Chowk

                        
                        har baat puchiye ye hakikat na puchiye
har baat puchiye ye hakikat na puchiye
ae ji humko kisi se kyu hai mohabbaat na puchiye
mohabbaat na puchiye haan haan
humko kisi se kyu hai mohabbaat na puchiye
mohabbaat na puchiye
har baat puchiye ye hakikat na puchiye
ye hakikat na puchiye
humko kisi se kyu hai mohabbaat na puchiye
mohabbaat na puchiye
na puchiye na puchiye na puchiye
ha humko kisi se kyu hai mohabbaat na puchiye
mohabbaat na puchiye

humne kisi ke ishq me apna kiya ye haal
humne kisi ke ishq me apna kiya ye haal
apna kiya ye haal
uljhi hui nazar hai uljhi hui nazar hai
to bahki hui hai chaale
aankho se dekhiye ae ji aankho se dekhiye
meri halat na puchiye meri halat na puchiye
aankho se dekhiye meri halat na puchiye
meri halat na puchiye
na puchiye na puchiye na puchiye
ha humko kisi se kyu hai mohabbaat na puchiye
mohabbaat na puchiye

karte nahi nigah
karte nahi nigah kisi par vo bhulkar
kisi par vo bhulkar
karte nahi nigah kisi par vo bhulkar
kisi par vo bhulkar
ae ji hum aaina bhi dekhe to
ha hum aaina bhi dekhe to aate hai wo nazar
aji waah aate hai wo nazar
aji waah aate hai wo nazar
itni hum hi pe kyu hai inayat na puchiye
inayat na puchiye
na puchiye na puchiye na puchiye
ha humko kisi se kyu hai mohabbaat na puchiye
mohabbaat na puchiye ji mohabbaat na puchiye
ji mohabbaat na puchiye ji mohabbaat na puchiye

humne kaha ki dil ye zara dekh bhal ke
aji ha dekh bhal ke arey ha dekh bhal ke
palte wo palte wo kis aada se
ha palte wo kis aada se dupatta sambhal ke ji
ha dupatta sambhal ke ji
dupatta sambhal ke ha dupatta sambhal ke
ha dil par gujar gayi jo kayamt na puchiye
kayamt na puchiye ji kayamt na puchiye
dil par gujar gayi jo kayamt na puchiye
kayamt na puchiye ji kayamt na puchiye
kayamt na puchiye kayamt na puchiye
kayamt na puchiye
kayamt na puchiye ji kayamt na puchiye
kayamt na puchiye ji kayamt na puchiye
kayamt na puchiye