Ghar Aaja Ghir Aaye Lyrics | Chhote Nawab

Lyricist : Shailendra
Music Director : S A Akbar , R D Burman
Singer : Lata Mangeshkar
                        
                        Ghar aaja ghir aaye badara sanwariya
Ghar aaja ghir aaye badara sanwariya
Mora jiya dhak dhak rey chamake bijuriya
Ghar aaja ghir aaye

Suna suna ghar mohe dasane ko aaye rey
Suna suna ghar mohe dasane ko aaye rey
Khidakee pe baithee baithee saree rain jaye rey
Tap tip sunata mai toh bhai rey banwariya
Ghar aaja ghir aaye

Kasamasa jiyara kasak moree dunee rey
Pyasee pyasee ankhiyo kee galiya hai suni re
Jane mohe lagee kis bairan kee najariya
Ghar aaja ghir aaye badara sanwariya
Mora jiya dhak dhak rey chamake bijuriya
Ghar aaja ghir aaye.