Main Rani Hu Duniyawaalo Lyrics | Choron Ki Rani Hasino Ka Raja

                        main rani hu duniya walo lekin sar pe taaz nahi
aur main hu sultana yaaro mera zami par raaz nahi

thana hai sasural humara maeyaka fotpath hai
dono jagah rahte hai khushi se apni bhi kya baat hai

mehle dumehle chadar ki humko chahat koi nahi
sara jaha hai apna lekin apna riyasat koi nahi
main rani hu duniya walo lekin sar pe taaz nahi
aur main hu sultana yaaro mera zami par raaz nahi
choro ki barat me ghus kar chori kar le mal ki
jiyo meri rani kya tu bhi ye hai baat kamal ki

maal udhar ki idhar kare hum apna to ye kaam hai
mera nigeba allah hai ter rakhwala ram hai