Nadiyaa Ke Pani Jaisa Jeevan, Sadiyo Se Behta Jaye Lyrics | Daal Mein Kuch Kaala Hai

Lyricist : Vijay Akela
Music Director : Deepak Bali , Aabfm
Singer : Arun Daga
                        
                        nadiya ke pani jaisa jeewan, sadiyo se bahata jaye re
hey nadiya ke pani jaisa jeewan, sadiyo se bahata jaye re
dekho to lage hai ye darpan, man kaisa dokha khaye re
ek pal me dard jage hai, ek pal me chain mile hai
jeewan ka yahi tamasha re
ek pal me dard jage hai, ek pal me chain mile hai
jeewan ka yahi tamasha re
nadiya ke pani jaisa jeewan, sadiyo se bahata jaye re

insan to anjaan hai, kya hoga agale pal yahan

kislo khabar kisko fikar, ham hoge agale pal kaha
jeewan ko jisse jo hai kahna, jeewan wo kahta jaye re
dekho to lage hai ye darpan, man kaisa dokha khaye re
ek pal me dard jage hai, ek pal me chain mile hai
jeewan ka yahi tamasha re
ek pal me dard jage hai, ek pal me chain mile hai
jeewan ka yahi tamasha re
nadiya ke pani jaisa jeewan, sadiyo se bahata jaye re

so rang hai so rup hai, ek pal ke mosam me yahan
ho so rang hai so rup hai, ek pal ke mosam me yahan
ye jindagi to hai khushi bachke, jaoge tum kaha
jeewan to bas uska hai jeewan, gam me jo hasta jaye re