Qatil Ho To Khul Kar Lyrics | Daku Bijlee

                        
                        qatil ho to khul kar var karo chhodo ye bahana thik nahi
qatil ho to khul kar var karo choado ye bahana thik nahi
qatil ho to khul kar var karo chhodo ye bahana thik nahi
chhodo ye bahana thik nahi sab tir to dil ke paar hue
kahte ho nisana thik nahi sab tir to dil ke paar hue
kahte ho nisana thik nahi
mehfil me hazaro baithe hai yu ankhe ladana thik nahi
mehfil me hazaro baithe hai yu ankhe ladana thik nahi
mehfil me hazaro baithe hai yu ankhe ladana thik nahi
yu ankhe ladana thik nahi allah bada dar lagta hai
sunte hai jamana nahi allah bada dar lagta hai
sunte hai jamana nahi mehfil me hazaro baithe hai
apna andaz hai diwana banane vala
chup kar do mai ek tir chalane vala
ham alg chiz hai tum ne hame samjha kya hai
katal ho jaye to puche ki tamnana kya hai
ishq karna hai to apna kabhi didar karo
aaina dekh ke aao to hame pyar karo
aise vaiso se kabhi bat nahi karte ham
aise vaiso se kabhi bat nahi karte ham
har bhikhari se mulakat nahi karte ham
har bhikhari se mulakat nahi karte ham
ham jo samjhayege tumko to bura manoge
thokare khao ge us waqt kaha manoge
ek bar nahi sau bar kaha yu roj ka aana thik nahi
ek bar nahi sau bar kaha yu roj ka aana thik nahi
allah bada dar lagta hai
aafate jaa ho qayamat bla ho kya ho
ye mohabbt hai tum jane wfa ho kya ho
aankh uthti hai to samsir nazar aati ho
julaf khulti hai to zajir nazar aati ho
hoth hilte hai to boso ki mahak aati hai
hath malti ho to kangan ki khanak aati hai
kabhi bijali kabhi tufan se lad jati hai
ham tumko mile muskil hai bahut
inkar tera qatil hai bahut tu jutha juthi bat teri
manu mai sab harkat hai teri
in sab bato me kya rakha hai
mil jao ye mauka acha hai
kuch log khade hai raaho me

aa tujhko chupa lu bhaho me
aa tujhko chupa lu bhaho me
aa tujhko chupa lu bhaho me
aa tujhko chupa lu bhaho me