Gawah Hai Chand Taare Lyrics | Damini

                        
                        Gawah hain chand
Taare gawah hain
Gawah hain chand
Taare gawah hain
Tere mere milan ke
Apne deewanepan ke
Nazare gawah hain

Gawah hain chand
Taare gawah hain
Gawah hain chand
Taare gawah hain
Tere mere milan ke
Apne deewanepan ke
Nazare gawah hain
Gawah hain chand
Taare gawah hain

Tumko rakhunga
Dil mein basake
Meri dharkan tum ho
Dekhunga tumko
Shaam o shahar main
Mera darpan tum ho

Tumko rakhunga
Dil mein basake
Meri dharkan tum ho
Dekhunga tumko
Shaam o shahar main
Mera darpan tum ho
Jee na sakunga main
Hoke juda

Gawah hain chand
Taare gawah hain
Tere mere milan ke
Apne deewanepan ke
Nazare gawah hain
Gawah hain chand
Taare gawah hain
Damini damini damini
O meri damini
Damini damini damini
O meri damini

Bhool gayee main
Is duniya ko
Pyar hua jabse
Tere siwa kuchh
Aur na mangoo
Main to mere rab se


Bhool gayee main
Is duniya ko
Pyar hua jabse
Tere siwa kuchh
Aur na mangoo
Main to mere rab se
Seene mein armaan hain
Lab pe dua

Gawah hain chand
Taare gawah hain
Gawah hain chand
Taare gawah hain
Tere mere milan ke
Apne deewanepan ke
Nazare gawah hain

Damini damini damini
O meri damini
Damini damini damini
Main teri damini
Damini damini damini
Main teri damini.