Dil Ki Safari Lyrics | Delhi Safari

                        
                        aao re humare sang aao aao
hat jaa aane de hawa
chhodo na chhodo na zid chhodo chhod
chhod de mera rasta
aao re humare sang aao aao
hat jaa aane de hawa
chhodo na chhodo na zid chhodo chhod
chhod de mera rasta

na zami pe na gagan pe
nikale hum mission pe
aaj to li hai hum ne kasam
apne sache sare vade
pakke hai irade
aao chale hum badhe badhe
ek kadam to aage aage hum chale
ek kadam to pichhe pichhe tum chalo
dil dil dil dilli chali dil ki safari
ek kadam to aage aage hum chale
ek kadam to pichhe pichhe tum chalo
ho dil dil dil dilli chali dil ki safari

o saanso mein sholey jal rahe
aankho mein rosh bhi hain
kadmo me chalne ki lagan
seene me josh bhi hain
kaisi bhi aaye mushkile
pichhe hatenge na hum
rahna hain humko sath me
baate batenge na hum
tauba jaao jaao chale jaao
mujhe na pakaao
bheja na saddao mera tum
jor jitna lagao humse takrao
haarege na hum sabhi kabhi
kabhi kabhi
halla bol

ek kadam to aage aage hum chale
ek kadam to pichhe pichhe tum chalo
dil dil dil dili chali dil ki safari
ek kadam to aage aage hum chale
ek kadam to pichhe pichhe tum chalo
ho dil dil dil dili chali dil ki safari
chahe kuch bhi ho rukana nahi
ek kadam to aage aage hum chale
ek kadam to pichhe pichhe tum chalo
dil dil dil dili chali dil ki safari
ek kadam to aage aage hum chale
ek kadam to pichhe pichhe tum chalo
ho dil dil dil dili chali dil ki safari

dil ki safari hai dilli safari ho
dil ki safari hai dilli safari ho
dil ki safari hai dilli safari ho
dil ki safari hai dilli safari ho.