Jaanam Lyrics | Detective Byomkesh Bakshy!

                        
                        Jaanam tu itani haseen
Agar hum na hote tu hoti zalil
In aankhon ka kya faayda
Andhe ki raato mein bijali nahin
Yeh din laate nahin
Agar hum chahte nahin
Kal tak they hum kareeb
Aaj hum milatey nahin

Yeh din to aayega
Maine humesha ye jaana thaa
Laakhon ki hai tu bani
Lekin ab lagti nahin

Jaanam tu bikati nahin
Dukaano ki khidaki se hilati nahin
Chaandi ki tu hai sadaa
Hum toh adaalat se huye bari
Yeh din laate nahin
Agar hum chahte nahin
Kal tak they hum kareeb
Aaj hum milatey nahin

Yeh din to aayega
Maine humesha ye jaana thaa
Laakhon ki hai tu bani
Lekin ab tu lagati nahin
Lekin ab lagti nahin..