Mera Dil Deewana Hua Hai Lyrics | Dhara

                        
                        nigaaho me tera chehra
nigaaho me tera chehra
chhaya hua hai
mera dil diwana hua hai
mera dil diwana hua hai
ae meri dilruba
paas mere jara aa jana
nigaaho me tera chehra
chhaya hua hai
mera dil diwana hua hai
mera dil diwana hua hai

yaad aane lagi hai kisi ki
saamne jab dekha tujhe
ho yaad aane lagi hai kisi ki
saamne jab dekha tujhe
hans ke khyaalo me ubhra koi
jab kabhi maine socha tujhe
ha ye mausam, ye mausam suhana hua hai
mera dil diwana hua hai
mera dil diwana hua hai

pyaar karta hun kitna main tumse
ab ye kaise bataaun tumhe
ho pyaar karta hun kitna main tumse
ab ye kaise bataaun tumhe
ishq ka ek samander hai dil me
aaj kaise dikhaaun mai tumhe
ha pyaar se tumne dil ko chhua hai
mera dil diwana hua hai
mera dil diwana hua hai
mera dil diwana hua hai
mera dil diwana hua hai.