Arey Saaki Jo Kal Ki Hai Lyrics | Dharma

Lyricist : Verma Malik
Music Director : Chand , Sonik-Omi
Singer : Asha Bhosle , Omi
                        
                        Arey saaki jo kal ki hai bachi baate
Uski ko dhoad chal jaye
Utha parda dekh jalwa
Ke sheeshe mein jawani aa uthar jaye
Arey saaki

Rani hu main raat ki, tu hai galiyo ka raja
Soyi hui jawani ko tu chhu ke jara jaga ja
Meri nagahe aadaye ye bahe bulaye

O machal ke pi sambhal ke pi
Paimane mein maikhana dub na jaye
O machal ke pi sambhal ke pi
Paimane mein maikhan dub na jaye
Arey saaki

Dum mein dum hai to dum laga
Duniya kya hai nasha hi nasha
Aasama ke badal ka kuch bhi nahi maza
Maza to tab hai jab zami pe badal bana
Mere humdum raat hai kam
Ke baato me sari raat na jaye
Utha parda dekh jalwa
Ke sheeshe mein jawani aa uthar jaye
Arey saaki.