Dil Ka Rishta (Title) Lyrics | Dil Ka Rishta

                        
                        Dil ka rishta bada hi pyara hai..
Dil ka rishta bada hi pyara hai..
Kitna pagal yeh dil hamara hai
Hum to ek doosre pe marte hai..
Hum to ek doosre pe marte hai..
Jaanta yeh jahaan sara hai
Dil ka rishta bada hi pyara hai

Mere palkon ko chum ke dilbar..
Mere palkon ko chum ke dilbar..
Aap ne husn yeh sawara hai..
Aap ne husn yeh sawara hai..
Kitna pagal yeh dil hamara hai
Dil ka rishta bada hi pyara hai

Tanha tanhaiyon mein janeman..
Tanha tanhaiyon mein janeman..
Tanha tanhaiyon mein janeman..
Maine aksar tumhe pukaara hai..
Maine aksar tumhe pukaara hai..
Kitna pagal …hi pyara hai

Dekhta hun jahan tumhi tum ho..
Dekhta hun jahan tumhi tum ho..
Dekhta hun jahan tumhi tum ho..
Aur nazron mein kya nazara hai..
Aur nazron mein kya nazara hai..
Kitna pagal …hi pyara hai
Dil ka rishta bada hi pyara hai.