Ho Gaya Hai Tujhko To Pyaar Sajana Lyrics | Dilwale Dulhania Le Jayenge

                        
                        na jane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahi tha abhi kho gaya
na jane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahi tha abhi kho gaya
na jane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahi tha abhi kho gaya

ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
dildar sajna, hai ye pyar sajna
ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
dildar sajana, hai ye pyar sajna
dekha na tune mudke bhi pichhe
kuchh der to main ruka tha
jab dil ne tujhko rokna chaha
dur tu ja chuka tha
huwa kya na jana
ye dil kyun deewana
ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
dildar sajna, hai ye pyar sajna
ae wakt ruk ja, tham jaa thehar ja
wapas jara daud pichhe
main chhod aayi khudko jaha pe
wo reh gaya mod pichhe
kaha main, kaha tu, ye kaisa hai jadu
are ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
dildar sajna, hai ye pyar sajna
na jane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahi tha abhi kho gaya, kho gaya