Tujhe Dekha Toh Yeh Jana Sanam Lyrics | Dilwale Dulhania Le Jayenge

                        tujhe dekha to ye jana sanam pyar hota hai deewana sanam
tujhe dekha to ye jana sanam

ab yaha se kaha jaye ham teri baaho me mar jaye ham

aankhe meri sapne tere dil mera yaade teri
o mera hai kya sab kuchh tera jaa teri saanse teri
meri aankho me aasu tere aa gaye muskurane lage sare gam
tujhe dekha to ye jana sanam pyar hota hai deewana sanam
ab yaha se kaha jaye ham teri baaho me mar jaye ham
tujhe dekha to ye jana sanam
ye dil kahi lagta nahi kya kahu main kya karu
ha tu samne baithi rahe main tujhe dekha karu
tune aawaj di dekh main aa gayi pyar se hai badi kya kasam
tujhe dekha to ye jana sanam pyar hota hai deewana sanam
tujhe dekha to ye jana sanam pyar hota hai deewana sanam
ab yaha se kaha jaye ham teri baaho me mar jaye ham
teri baaho me mar jaye ham