Honth Gulaabi Kurta Laal Lyrics | Do Bachche Dus Haath

Lyricist : Verma Malik
Music Director : S J Rajdeo , Sonik-Omi
Singer : Kishore Kumar
                        
                        honth gulabi kurta lal
umar hai solah satrah sal
dharti pe aaya baunchal wo dekho
honth gulabi kurta lal
umar hai solah satrah sal
dharti pe aaya baunchal wo dekho
wo dekho ji wo dekho are wo dekho
wo dekho ji wo dekho wo dekho

balkha ke yu tera ye chlna
sharmake ari aur machalna
teri ek jhalak pe lut gaye
lakho hi albele haye
jaha bhi teri payal chhanki
lage waha pe mele haye
balkha ke balkha yu tera ye chalna
sharmake ari aur machalna
teri ek jhalak pe lut gaye
lakho hi albele haye
jaha bhi teri payal chhanki
lage waha pe mele haye

kali nagan kali nagan jiase bal
aur uspe mastana chal
dharti pe aaya baunchal wo dekho
wo dekho ji wo dekho are wo dekho
wo dekho ji wo dekho wo dekho

dilbar hai bada nashila kajal hai tera katila
chumke gore galo ko do
jhumke jab pahrate hai
tadapke sine me dil ke
kitne tukde ho jate hai
dibar he dilbar hai bada nashila
kajal hai tera katila
chumke gore galo ko do
jhumke jab pahrate hai
tadapke sine me dil ke
kitne tukde ho jate hai tere rup ne

tere rup ne kiya kamal
bura hai mere dil ka hal
dharti pe aaya baunchal wo dekho
are honth gulabi kurta lal
umar hai solah satrah sal
dharti pe aaya baunchal wo dekho
wo dekho ji wo dekho
wo dekho ji wo dekho