Aankh Mere Yaar Ki Dukhe Lyrics | Ek Hi Raasta

                        
                        Pyar ke kitne afsane
Duniya ne sune sunaye
Pyar ke kitne afsane
Duniya ne sune sunaye
Aisa pyar kisi ne
Dekha ho to mujhe bataye
Ke ankh mere yaar ki dukhe
Ankh mere yaar ki dukhe
Meri aankho mein aa gayi lali
Ankh mere yaar ki dukhe
Meri aankho mein aa gayi lali
Sara jag pyar kare ho
Sara jag pyar kare
Mere pyar ki bat nirali
Ankh mere yaar ki dukhe
Meri aankho mein aa gayi lali
Yar kahe to main dikh jau
Yar ki karu ghulami
Yar kahe to main dikh jau
Yar ki karu ghulami
Yar ki khatir haste haste
Shehalu har badanami
Yar ke naam pe jo mit jaye
Vohi karlu ali ke
Ke ankh mere yaar ki dukhe
Meri aankho mein aa gayi lali
Sara jag pyar kare
Mere pyar ki bat nirali
Ankh mere yaar ki dukhe
Meri aankho mein aa gayi lali
Sara jag pyar kare
Mere pyar ki bat nirali
Ankh mere yaar ki dukhe
Meri aankho mein aa gayi lali
Yar ke saath hai sabhi bahare
Yar ke saath ujale
Yar ke saath hai sabhi bahare

Yar ke saath ujale
Jeena mushkil kar deti hai
Rog judai wali jitaji main kabhi na jitu
Koi raat khali
Ankh mere yaar ki dukhe
Meri aankho mein aa gayi lali
Sara jag pyar kare
Mere pyar ki bat nirali
Ankh mere yaar ki dukhe
Meri aankho mein aa gayi lali
Ankh mere yaar ki dukhe
Meri aankho mein aa gayi lali.