Neend Mein Hai Lyrics | Ek Vivaah Aisa Bhi

                        bala ka husn gazab ka shabab nind me hai

hai jism jaise gulista, gulab nind me hai

use jara sa bhi padh lo to shayri aa jaye

abhi ghajhal ki mukkamal kitab nind me hai

machal rahi hai mere dil me did ki hasrat

wo dale chehare pe neela nakab nind me hai

wo inkalab uthata hai leke angdayi
wo inkalab uthata hai leke angdayi
sawal jaga hua hai jawab nind me hai
sawal jaga hua hai jawab nind me hai.