Wo Mera Jaani Hai Lyrics | Fauj

                        
                        Wo mera jaani hai
Yeh prem kahani hai
Wo mera jaani hai
Yeh prem kahani hai
Saajan mera sharmila
Wo majnu main hu laila
Saajan mera sharmila
Wo majnu main hu laila
Hum majnu laila hum majnu laila
Hum majnu laila hum majnu laila
Wo mera jaani hai

Yeh prem kahani hai
Wo mera jaani hai
Yeh prem kahani hai

Ke nain gulaabi ho chal sharabi
Ke sakle dil ki khana kharabi
Haye rabba pyar hua
Jeena duswar hua
Ke nain gulaabi ho chal sharabi
Ke sakle dil ki khana kharabi
Pagal hai deewana dil
Mera bachna hai muskil
Pagal hai deewana dil
Mera bachna hai muskil
Hai dard nashila
Hum majnu laila hum majnu laila
Hum majnu laila hum majnu laila
Wo mera jaani hai
Yeh prem kahani hai
Wo mera jaani hai
Yeh prem kahani hai

Jaanu tujhe main kitna chaahu
Aaj yeh dil cheer ke dikhaau
Saath agar main na jee paau
Baaho mein teri haye mar jaau
Baaho mein teri haye mar jaau
Jo yeh zindagani hai
Yeh tujhpe lutani hai

Tu mera jaani hai
Yeh prem kahani hai

Gajab ka mela wo phir bhi akela
Hai kurta kaala gale mein mala
Hayo rabba hosh kaha
Hayo rabba mar jawa
Gajab ka mela wo phir bhi akela
Hai kurta kaala gale mein mala
Keshariya pagdi wala
Mathe pe tika kaala
Keshariya pagdi wala
Mathe pe tika kaala
Ra mera chhail chhabila
Hum majnu laila
Ra mera chhail chhabila
Hum majnu laila.