Aaya Tha Dhoondhne Lyrics | God and Gun

                        
                        aaya tha dhundhne dhundhne naukari
aaya tha dhundhne dhundhne naukari
aaya tha dhundhne dhundhne naukari
mil gayi mujhko chhokari
mil gayi mujhko chhokari
aisa koi chehra hoga na hajaaro mein
aisa koi chehra hoga na hajaaro mein
tune churaya dil janeman nigaaho se
aise kyo satata hai pakde kalaai
na baba na hogi badi ruswaai
ek din dungi tujhko main ye husn ki tokri
aaya tha dhundhne dhundhne naukari
aaya tha dhundhne dhundhne naukari
mil gayi mujhko chhokari
mere bhi sine mein kuchh na kuchh hota tha
mere bhi sine mein kuchh na kuchh hota tha
aise milenge ham maine to na socha tha
badi dilkash mahbub ada hai
teri hi ada pe meri jaan fida hai
khwab jiske dekhta tha mil gayi hai wo pari
aaya tha dhundhne dhundhne naukari
aaya tha dhundhne dhundhne naukari
mil gayi tujhko chhokari
mil gayi mujhko chhokari