Saaiyaan Lyrics | Gunday

                        
                        Kal meera tadpi kaanha ko
Sab laaj samaaj ganvaayi re
Ab prem mein tadpan tarsan ki
Hai baari kaanha ki aayi re

Mori jaan gayi
Hoo tora khel hua
Mujhse main rootha
Mujh mein main toota

Hooo mujhse main rootha
Mujh mein main toota
Mujhko maine
Ishq wafa mein
Khud hi hai loota
Lut lut ke lut lut ke
Jeena hai marna
Baanke yaar bina

Saaiyaan hudd
Main ki karaan
Saiyaan jeena ya maraan
Saaiyan rab mujhse khafa
Saaiyaan
Saaiyaan hudd
Main ki karaan
Saiyaan jeena ya maraan
Saaiyan rab mujhse khafa
Saaiyaan


 
Mujhse main rootha
Mujh mein main toota
Mujhko maine
Ishq wafa mein
Khud hi hai loota
Lut lut ke lut lut ke
Jeena hai marna
Baanke yaar bina

Saaiyaan hudd
Main ki karaan
Saiyaan jeena ya maraan
Saaiyan rab mujhse khafa
Saaiyaan
Saaiyaan hudd
Main ki karaan
Saiyaan jeena ya maraan
Saaiyan rab mujhse khafa
Saaiyaan

Ho sapno ke sheeshe toote
Dukh ki daraar se
Chah ke bhi nikle na
Man majhdhaar se
Koi bhi na bole aur
Koi bhi bulaaye na
Phir bhi aawazein
Sune baadlo ke paar se

Rus rus ke rus rus ke
Man se man jaana
Khud hi yaar bina

Saaiyaan hud main ki karaan
Saaiyaan jeena ya maraan
Saaiyaan rab mujhse khafa
Saaiyaan
Saaiyaan hudd main ki karaan
Saiyaan jeena ya maraan
Saaiyan rab mujhse khafa
Saaiyaan.