Agre Ka Ghaghra Lyrics | Guru Mahaaguru

                        
                        aagre ka ghaghare ka, dekho raja jalva
are aagre ka ghaghare ka, dekho raja jalwa
mere ghaghare ka ashiq hain, sara gali mohalla
ha mumbai london america tak
macha hain iska halla ho
he he he aiyaa haiyaa aiyaa haiyaa
aiyaa haiyaa aiyaa haiyaa
aagre ka ghaghare ka, dekho rani jalwa
are aagre ka ghaghare ka, dekho rani jalwa
nahi milega nahi milega
kahin bhi aisa jalva
jalve ka tab maja hain goriya
lap ke lag ja garva aau
he he he aagre ka ghaghare ka, dekho rani jalwa

are phulo wale ghaghre pe, motiyo ka kaam hain

jisne isko pahena hain, dil uska gulam hain
are phulo wale ghaghre pe, motiyo ka kaam hain
jisne isko pahena hain, dil uska gulam hain
ha lattu si meri kamar nache
joban pe hain jadu
teri javani ki ye kkhushbu
kar degi bekabu
are aagre ka ghaghare ka, dekho raja jalva
are aagre ka ghaghare ka, dekho rani jalwa
are mere ghaghare ka ashiq hain, sara gali mohalla
mumbai london america tak
macha hain iska halla ho
he he he aiyaa haiyaa aiyaa haiyaa
aiyaa haiyaa aiyaa haiyaa

aa resham wala pahena ghaghra
ghadi ghadi balkhau
o aashiq ban jaye mori chunri
usko sajan banau

iske ek ghumeri me, lakho ke man bhatke hain
are mast hain tera ghaghra, mast ye latke jhatke hain
are iske ek ghumeri me, lakho ke man bhatke hain
are mast hain tera ghaghra, mast ye latke jhatke hain
hay ek thumke se kar dungi main, sabke hosh thikane ho

he he he he he
aagre ka ghaghare ka, dekho raja jalva
aagre ka ghaghare ka, dekho raja jalwa
mere ghaghare ka ashiq hain, sara gali mohalla
ha mumbai london america tak
macha hain iska halla ho
he he he aiyaa haiyaa aiyaa haiyaa
aiyaa haiyaa aiyaa haiyaa
aiyaa haiyaa aiyaa haiyaa
aiyaa haiyaa aiyaa haiyaa
aiyaa yaa, aiyaa yaa yaa yaa yaa