Jiyo Jiyo Pyaare Lyrics | Haathkadi

                        
                        Rang mahal ke rangin najare
Ban than ke baithe hai jani hamre
Jiyo jiyo pyare kya thath hai tumhare
Jiyo jiyo pyare kya thath hai tumhare
Rang mahal ke rangin najare
Ban than ke baithe hai jani hamre
Jiyo jiyo pyare kya thath hai tumhare
Jiyo jiyo pyare kya thath hai tumhare

Rang bhar phulwa ka lelo najrana
Rang bhar phulwa ka lelo najrana
Maghi maho dega pan suhana
Pan khao jani to lut lo jamana
Pan khao jani to lut lo jamana

Babu hamare pas chandi na sona
Aye gaye ham to pyar ke mare
Jiyo jiyo pyare kya thath hai tumhare
Jiyo jiyo pyare kya thath hai tumhare
Rang mahal ke rangin najare
Ban than ke baithe hai jani hamre
Jiyo jiyo pyare kya thath hai tumhare
Jiyo jiyo pyare kya thath hai tumhare

O ore sun chore tode gum bhi kore
Gore gore gore kahe itna itraye
Kabhi hamse bhi ake milo re
Thoda to socho thoda to samjho
Hamri hasina hamko pukare
Jiyo jiyo pyare kya thath hai tumhare
Jiyo jiyo pyare kya thath hai tumhare
Rang mahal ke rangin najare
Ban than ke baithe hai jani hamre
Jiyo jiyo pyare kya thath hai tumhare
Jiyo jiyo pyare kya thath hai tumhare

Nam banarsi mera sunte ho babua
Nam banarsi mera sunte ho babua
Phir bhi kisi ka mai to lagua na baghua
Aisa kabhi pyar se cahlega hamara jatua
Aisa kabhi pyar se cahlega hamara jatua
Kaise asie
Tumhare gale se ye baho ka fanda
Tumhare gale se ye baho ka fanda

Utre nahi koi lakh utare
Jiyo jiyo pyare kya thath hai tumhare
Jiyo jiyo pyare kya thath hai tumhare

Rang mahal ke rangin najare
Ban than ke baithe hai jani hamre
Jiyo jiyo pyare kya thath hai tumhare
Jiyo jiyo pyare kya thath hai tumhare
Jiyo jiyo pyare kya thath hai tumhare.