Pakka Jamun Todo Nahin Lyrics | Hamari Bahu Alka

                        
                        Pakka jamun todo nahin
Pakka jamun todo nahin
Mere ped par chado nahin
Pakka jamun todo nahin
Pakka jamun todo nahin
Mere ped par chado nahin
Pakka jamun todo nahin

Mujhe choro se bada dar lagta hai
Adhi rat tak ye dil dhadkata hai
Pyar ki sima todo nahin
Mere ped par chado nahin
Pakka jamun todo nahin
Mere ped par chado nahin
Pakka jamun todo nahin
Pakka jamun todo nahin

Phal raho me roz bikte hai
Fir kyu agiya me log ghuste hai
Phal raho me roz bikte hai
Fir kyu agiya me log ghuste hai
Sawle kanus chodo nahin
Mere ped par chado nahin
Pakka jamun todo nahin
Pakka jamun todo nahin

Ye harjai dal na marodo
Bat suno meri chunri to chodo
Ye harjai dal na marodo

Bat suno meri chunri to chodo
Aise mujhe chedo nahin
Mere ped par chado nahin
Pakka jamun todo nahin
Pakka jamun todo nahin
Mere ped par chado nahin
Pakka jamun todo nahin
Pakka jamun todo nahin

Ye albele jamun ras ke
Haye bade katil ke abke baras ke
Ye albele jamun ras ke
Haye bade katil ke abke baras ke
Abhi abhi piche tum pado nahi
Pakka jamun todo nahin
Pakka jamun todo nahin
Mere ped par chado nahi
Pakka jamun todo nahin
Pakka jamun todo nahin
Mujhe choro se bada dar lagta hai
Adhi rat tak ye dil dhadkata hai
Pyar ki sima todo nahin
Mere ped par chado nahin
Pakka jamun todo nahin
Mere ped par chado nahin
Pakka jamun todo nahin
Pakka jamun toda nahi.