Prem Ki Hai Kya Sun Paribhasha Lyrics | Hamari Bahu Alka

                        
                        Prem ki hai kya sun paribhsha
Sundar sapne ujawwal aasha
Prem ki hai kya sun paribhsha
Sundar sapne ujawwal aasha

Darpan bana ye man mera
Jisme tera roop saja
Charo dishao mein teri
Ab chhane lagi muskati chhawi
Darpan bana ye man mera
Jisme tera roop saja
Charo dishao mein teri
Ab chhane lagi muskati chhawi
Are prem ki hai kya sun paribhsha
Sundar sapne ujawwal aasha

Madhur milan ki aayi ritu
Itni madhur jaise madhu
Suraj khile badra mein yu
Ghunghat me ho jaise wadhu
Madhur milan ki aayi ritu
Itni madhur jaise madhu
Suraj khile badra mein yu
Ghunghat mein ho jaise wadhu
Prem ki hai kya sun paribhsha
Sundar sapne ujawwal aasha
Prem ki hai kya sun paribhsha
Sundar sapne ujawwal aasha.