Woh Din Yad Karo Woh Chhup Chhup Ke Milana Lyrics | Hamrahi

                        
                        woh din yad karo woh din yad karo
woh chhup chhup ke milana woh hasana hasana
woh din yad karo
woh din yad karo woh din yad karo
woh fulon ki chhaiyya woh mausam suhana
woh din yad karo

firate the ajad ham toh chaman me
chand aur suraj hain jaise gagan me
firate the ajad ham toh chaman me
chand aur suraj hain jaise gagan me
abb toh yeh jivan hain ulajan ki sima
dhadake mera dil abb dhima dhima
woh din yad karo
woh din yad karo woh din yad karo
woh fulon ki chhaiyya woh mausam suhana
woh din yad karo

jab mai kali thi tab hi bhali thi tab hi bhali thi
koi na gam tha mai manachali thi mai manachali thi
meri gali se tera gujarana naino ke raste dil me utarana
woh din yad karo
woh din yad karo woh din yad karo
woh chhup chhup ke milana woh hasana hasana
woh din yad karo
woh din yad karo woh din yad karo
woh fulon ki chhaiyya woh mausam suhana
woh din yad karo.