Door Nahin Ja Sakti Tujhse (Sad) Lyrics | Hisaab Khoon Ka

                        
                        chand saanso ka khel hai
har insaan hai paani
raaj ye gahara koi naa jaane
maut kise kab aani
maut kise kab aani

lekin ye hai maut ka kahana
lekin ye hai maut ka kahana
pal do pal me aaungi
rahungi mai najaro ke saamne
phir bhi najar na aaungi
phir bhi najar na aaungi.