Humne Tumko Apna Banaya Lyrics | Hum Deewane Pyar Ke

                        
                        Humne tumko apna banaya
Dil ka kahaan maan kar
Aankhon mein humne tumko basaya
Dil ka kahaan maan kar
Humne tumko apna banaya
Dil ka kahaan maan kar
Aankhon mein humne tumko basaya

Dil ka kahaan maan kar

Waise toh tum achhe lage they
Paheli mulakaat mein
Baat aage badh gayi phir
Baat hi baat mein
Hum ko bhi tum achhe lage they
Paheli mulakaat mein
Baat aage badh gayi phir
Baat hi baat mein
Yeh pyaar humne tumpe lutaya
Dil ka kahaan maan kar
Aankhon mein humne tumko basaya
Dil ka kahaan maan kar
Humne tumko apna banaya
Dil ka kahaan maan kar
Aankhon mein humne tumko basaya
Dil ka kahaan maan kar

Jaanu humko maaf kardo
Tum ko satate rahe
Pyaar tum se ho gaya thaa
Ab tak chhupate rahe
Jaanu humko maaf kardo
Tum ko satate rahe
Pyaar tum se ho gaya thaa
Ab tak chhupate rahe
Par aaj humne tumko bataya
Dil ka kahaan maan kar

Aankhon mein humne tumko basaya
Dil ka kahaan maan kar
Humne tumko apna banaya
Dil ka kahaan maan kar
Aankhon mein humne tumko basaya
Dil ka kahaan maan kar.