Pehla Pehla Pyar Ho Gaya Lyrics | Jaal The Trap

Lyricist : Sameer
Music Director : Vinod Shah , Anand Raaj Anand
Singer : Kumar Sanu
                        
                        Pehla pehla pyar ho gaya
Pehli pehli bar ho gaya haa..
Pehla pehla pyar ho gaya
Pehli pehli bar ho gaya
Yeh kya mujhko yar ho gaya
Pehli najar me ban gaya
Mai tera deewana
Mai tera deewana
Mai tera deewana
Mai tera deewana
Pehla pehla pyar ho gaya
Pehli pehli bar ho gaya
Yeh kya mujhko yar ho gaya
Pehli najar me ban gaya
Mai tera deewana
Mai tera deewana
Mai tera deewana
Mai tera deewana haa..

Ho dil ko pata tha na
Mujhko khabar thi
Kitni hasin meri shamo saher thi
Ho dil ko pata tha na
Mujhko khabar thi
Kitni hasin meri shamo saher thi
Hal kabhi na tha mera aisa
Tune jagaya dard yeh
Hai kaisa oye oye oye
Jo tera didar ho gaya

Tir jigar ke par ho gaya
Yeh kya mujhko yar ho gaya
Pehli najar me ban gaya
Mai tera deewana
Mai tera deewana
Mai tera deewana
Mai tera deewana

O yeh bechaini jan gaya
Mai iss pe toh kurban gaya mai
O yeh bechaini jan gaya
Mai iss pe toh kurban gaya mai
Ek junun hai ek nasha sa hai
Iss chahat kaa apna
Maja sa hai oye oye oye
Bin bole ikrar ho gaya
Bin bole ijhar ho gaya
Yeh kya mujhko yar ho gaya
Pehli najar me ban gaya
Mai tera deewana
Mai tera deewana
Mai tera deewana
Mai tera deewana
Mai tera deewana
Mai tera deewana
Mai tera deewana
Mai tera deewana
Mai tera deewana
Mai tera deewana
Mai tera deewana
Mai tera deewana han.