Jao Dushman Mere Lyrics | Jeevan Daata

                        
                        Jao dushman mere
Jao dushman mere
Das lungi sapere
Mujhpe na chal payegi
Ye jadu tone tere
Jao dushman mere
Das lungi sapere
Mujhpe na chal payegi
Ye jadu tone tere
He o nagin matwari
Karle mujhse yari
Aisi been bajaunga
Nachegi umariya sari
Duniya mein duniya mein
Duniya mein mashur hain mere
Badle ki kahani
Badle ki kahani
Jisko maine dasa sapere
Mang saka na pani
Jisko maine dasa sapere
Mang saka na pani
Teri funkaro se nagin
Mai nahi darne wala
Mai nahi darne wala
Thahar abhi jantar mantar ki

Mai padhta hoon mala
Thahar abhi jantar mantar ki
Mai padhta hu mala
Tu hai ek lutera
Mai rahi sadko ki
Aaj saja main dungi tujhko
Tere sab papo ki
O nagin matwari
Karle mujhse yari
Aisi been bajaunga
Nachegi umariya sari
Khel suru khel suru
Khel suru karde tu apna
O zahrili nagin
O zahrili nagin
Bari bari dasle unko
Jo hai tere dusman
Bari bari dasle unko
Jo hai tere dusman
Ho gayi main tere bas me le
Chahe karwale chahe karwale
Ab ye teri marzi pe hain
Ab ye teri marzi pe hain
Jisko bhi daswale
Ho gaya andhera
Mast badli chayi
Bahut dino ke bad mein
Bairi nagin josh mein aayi.