Kunwara Hoon Kunwara Lyrics | Jodi Breakers

                        
                        chahe ye mile chahe wo mile
chahe jo mile meri khuli hai raahe
le le dil koi jaaye mil koi
de de dil koi meri khuli hai baahe
main ho gaya single i wanna mingle
hasino rehna bach ke zara
kunwara hun kunwara kunwara hun kunwara
kunwara hun kunwara hun

ho aankhon ki hogi jo aankhon se ladayi to
aankhon mein raatein hongi
aayenge pyaare se sms bhi raaton ko
chahat ki baatein hongi
raaton mein baaton mein
haathon mein leke dil aaye
ho ho chahe ye chahe wo
koi bhi ab to mil jaaye
main ho gaya single i wanna mingle
hasino rehna bach ke zara
kunwara hun kunwara kunwara hun kunwara
kunwara hun kunwara hun

kunwara hun kunwara hun
begaani shaadi mein ab dulla diwana main
lautu na lautu na dar pe
koi na puche re kaisa tha
kahan tha main koi na tension sir pe
chahe ye mile chahe wo mile
chahe jo mile meri khuli hai raahe
le le dil koi jaaye mil koi
de de dil koi meri khuli hai baahe
main ho gaya single i wanna mingle
hasino rehna bach ke zara
kunwara hun kunwara kunwara hun kunwara
kunwara hun kunwara hun