Mera Mahbub Aayega, Khak Me Tujhe Milayega Lyrics | Jungle Love

                        yeh lo yeh lo, ai le le aaja aa aa
mera mehbub aayega khak me tujhe milayega
muhabbat karne valo ko juda tu kar na payega

mera mehbub aayega
muhabbat aisi aandhi hai jo roke se nahi rukti

kisi ke samane aaye kabhi ulfat nahi jhukti
teri aukat kya hai jo mujhe tu aajmaayega
mera mehbub aayega khak me tujhe milayega
muhabbat karne valo ko juda tu kar na payega
mera mehbub aayega
jamin kya aasman tak bhi meri aavaj aayegi

koyi divar duniya ki use na rok payegi
woh aake teri hasti mitayega teri basti mitayega