Jab Koi Baat Bigad Jaaye (2) Lyrics | Jurm

                        jab koi baat bigad jaye
jab koi mushkil pad jaye
tum dena sath mera o humnawa
na koi hai na koi tha
zindagi mein tumhare siwa
tum dena sath mera o humnawa
ho chandni jab tak raat deta hai har koi sath
tum magar andhero mein na chhodna mera hath

wafadari ki wo rasme nibhayenge hum tum kasme
ek bhi saans jindgi ki jab tak apne bas mein