Do Phul Zindagi Ke Hans Kar Yaha Khile The Lyrics | Kabeela

                        
                        sajna oh sajna oh sajna
do phul zindagi ke do phul zindagi ke
hans kar yaha khile the sajna oh sajna
sajna ye wo jagah hai hum tum jahan mile the
do phul zindagi ke hans kar yaha khile the

tera der se wo aana mera rooth rooth jana
tera der se wo aana mera rooth rooth jana
tera pyar se manana mera tut tut jana
shikve the wo milne ke shikve the wo milne ke
wo pyar ke gile the
do phul zindagi ke hans kar yaha khile the
sajna ye wo jagah hai hum tum jahan mile the
do phul zindagi ke hans kar yaha khile the

awaz tere dil ki rahoon se aa rahi hai
awaz tere dil ki rahoon se aa rahi hai
kushboo tere badan ki bahoon se aa rahi hai
jana tha door humse jana tha door humse
kyu pyar se mile the
do phul zindagi ke hans kar yaha khile the
sajna sajna sajna sajna.