Ajab Hamari Hai Zindagani Lyrics | Kabhi Andhera Kabhi Ujala

Lyricist : Hasrat Jaipuri
Music Director : C P Dixit , O P Nayyar
Singer : Asha Bhosle
                        
                        Ajab hamari hai zindagani
Kabhi andhera kabhi ujala
Hai dardo gam kee yeh ik kahani
Kabhi andhera kabhi ujala

Kabhi hai milana kabhi bichhadana
Kabhi hai rona kabhi hai gana
Hai khwab aisa yeh jindagani
Kabhi andhera kabhi ujala

Kabhi toh mausam judayi kaa hai
Kabhi hain ghadiya najar milan kee
Hai gam dilo par toh aani jani
Kabhi andhera kabhi ujala.