Surkh Jode Ki Yeh Jagmagahat Lyrics | Kabhi Kabhie

                        
                        sadda chidiya ka chamba ve, babul aisa ud jana
saddi lambi udari ve, babul kede desh jana

surkh jode ki ye jagmagahat shokh bindiya ki ye jhilmilahat
chudiyo ka ye rangin tarana dhadkano ka ye sapna suhana
jaga jaga sa kajare ka jadu bhini bhini si gajare ki khushabu
naram hotho ka ye kapkapana garam chehare ka ye tamtamana
jisam ka mahaka mahaka pasina husan ka dhaka dhaka nagina
jhanjhano ka ye tham tham ke bajana
ye sawarana, nikharana, ye sajana
kiski khatir hai kiske liye hai
kiski khatir hai kiske liye hai

tere mahala de vich vich ve babul dola nahiyo langada
tere mahala de vich vich ve babul dola nahiyo langada
ek ek puta deva piye ghar ja apne
ek ek puta deva piye ghar ja apne
sadda chidiya ka chamba ve, babul aisa ud jana
saddi lambi udari ve, babul kede desh jana.