Jab Jab Kisi Ladake Ko Kisi Ladaki Se Lyrics | Kala Dhanda Goray Log

                        jab jab kisi ladke ko kisi ladki se mohabbat ho jati hai

to kya hota hai qayamat ho jati hai qayamat ho jati hai

hum tum mein bhi kuchh aisa na ho jaye
hum tum mein bhi kuchh aisa na ho jaye
ankhon ki galiyon mein dil na kho jaye dil na kho jaye
hamne suna hai is ishq mein deewano si halat ho jati hai
to kya hota hai qayamat ho jati hai qayamat ho jati hai
jab jab kisi ladki ko kisi ladke se mohabbat ho jati hai
ate hai jab yeh mausam baharon ke
ate hai jab yeh mausam baharon ke
ho jate hai aise mein dil hajaron ke hajaron ke
milati hai ankhein ankhon hi ankhon mein yeh shararat ho jati hai

to kya hota hai qayamat ho jati hai qayamat ho jati hai
jab jab kisi ladke ko kisi ladki se mohabbat ho jati hai
ik duje ka leke nam hum dono ho
jayenge bas badnam hum dono
ik duje ka leke nam hum dono ho
jayenge bas badnam hum dono
han pyar karane walon se duniya bhar ko shikayat ho jati hai
to kya hota hai qayamat ho jati hai qayamat ho jati hai
jab jab kisi ladke ko kisi ladki se mohabbat ho jati hai
o ho ankhein milana acha nahi hota acha nahi hota
ho dil ka lagana acha nahi hota acha nahi hota
yeh dil kahin bhi lagata nahi phir tauba musibat ho jati hai
to kya hota hai qayamat ho jati hai qayamat ho jati hai
jab jab kisi ladki ko kisi ladke se mohabbat ho jati hai
jab jab kisi ladke ko kisi ladki se mohabbat ho jati hai
to kya hota hai