Uth Ae Watan Ke Naujawan Lyrics | Kashmir

                        
                        uth ae watan ke naujawa naujawa
uth ae watan ke naujawa aaya hai waqt imtiha
tere watan ke darmiya ek jalimo ka karwa aa raha
tere watan ke darmiya ek zalimo ka karwa
ae maiylo jango jadal
maida me chal maida me chal maida me chal
maida me chal maida me chal maida me chal

uth aur khuda ka naam le naujawa
uth aur khuda ka naam le joshe amal se kaam le
segho tale aaram le dushman kaleja tham le tham le
segho tale aaram le dushman kaleja tham le
tu shaan se ran me nikal
maida me chal maida me chal maida me chal
maida me chal maida me chal maida me chal

uth jald ae mehfil nashi naujawa
uth jald ae mehfil nashi ye waqt baato ka nahi
tere watan ki sar zami bojak na ban jaye kahi naujawa
tere watan ki sar zami bojak na ban jaye kahi
chal sarkaso ke sar kuchal
maida me chal maida me chal maida me chal
maida me chal maida me chal maida me chal

majlum muhahi ke liye naujawa
majlum muhahi ke liye mushkil unchai ke liye
aakashnaai ke liye ke liye
chalna hai mujhko sar ke bal
maida me chal maida me chal maida me chal
maida me chal maida me chal maida me chal

jane to jaat dekh kar naujawa
jane to jaat dekh kar naujawa andaz himmat dekh kar
rang-e-qayamat dekh kar ha teri jurat dekh kar naujawa
rang-e-qayamat dekh kar ha teri jurat dekh kar
dil chhod de dushman ka dal
maida me chal maida me chal maida me chal
maida me chal maida me chal maida me chal