Meri Zindagi Mujhpe Roye Lyrics | Khaan Dost

Lyricist : Indeevar
Music Director : Pawan Kumar , Kalyanji-Anandji
Singer : Manna Dey
                        
                        meri zindagi mujhpe roye roye meri zindagi mujhpe roye roye
meri zindagi mujhpe roye roye mai kam kisi ke na aa saka
mai kam kisi ke na aa saka mai pyar kisi ka na pa saka
koi aise umar na khoye meri zindagi mujhpe roye roye

jo karz liya hai sanso ka wo karz chuka na paya
jo karz liya hai sanso ka wo karz chuka na paya
baki raha har karz mera koi farz nibha na paya
ab waqt kaha kuch kar saku ab waqt kaha kuch kar saku
koi zakham kisi ka bhar saku ab pachhtaye kya hoye
meri zindagi mujhpe roye roye

kuch bhi na kamaya jivan me maine sab kuch hi gavaya
kuch bhi na kamaya jivan me maine sab kuch hi gavaya
jisne dikhlai duniya mujhe us ma ka dil bhi dukhaya
jispe ho gunaho ke saye
jispe ho gunaho ke saye wo chain kaha se paye
dariya bhi ye dag na dhoye meri zindagi mujhpe roye roye
mai kam kisi ke na aa saka mai pyar kisi ka na pa saka
koi aise umar na khoye meri zindagi mujhpe roye roye roye.