Jahan Tak Ye Meri Nazar Lyrics | Kisse Pyaar Karoon

                        
                        jaha tak ye meri nazar ja rahi hai
jaha tak ye meri nazar ja rahi hai
waha tak tu mujhko najar aa rahi hai
jaha tak ye meri nazar ja rahi hai
waha tak tu mujhko najar aa rahi hai
tera deewaana hua hoon sanam
dil ko tu mere dhadka rahi hai
jaha tak ye meri nazar ja rahi hai

mili jo nigaahein chain mera kho gaya hai
mili jo nigaahein chain mera kho gaya hai
main tadpu dil tadpe kya mujhko ho gaya hai
o chaahat ka hai asar jaane ja
teri najar mujhko samajha rahi hai
jaha tak ye meri nazar ja rahi hai
waha tak tu mujhko najar aa rahi hai
tera deewaana hua hoon sanam
dil ko tu mere dhadka rahi hai
jaha tak ye meri nazar ja rahi hai

ye chehra ye julfein
ye lab hai pyaare pyaare
ye chehra ye julfein
ye lab hai pyaare pyaare
ho ye kaisi hai chaahat dil tujhko hi pukaare
tera badan chumke ye hawa
saanson ko meri mehka rahi hai
jaha tak ye meri nazar ja rahi hai
waha tak tu mujhko najar aa rahi hai
tera deewaana hua hoon sanam
dil ko tu mere dhadka rahi hai
jaha tak ye meri nazar ja rahi hai
waha tak tu mujhko najar aa rahi hai