Teri Hi Naam Ki Dekh Sanwariya (Sad) Lyrics | Lal Chunariyaa

Lyricist : Kulwant Jani
Music Director : Ashok Kumar ,
Singer : Lata Mangeshkar
                        
                        tere hi naam ki dekh sanwariya
odh li maine laal chunariya
tere hi naam ki dekh sanwariya
maang meri sindur ko tarse
chitwan tarse bindiya ko
hath mere mehandi ko tarse
naina tarse nindiya ko
naina tarse nindiya ko
ab to aaja, ghir ghir aayi
sawan ki ye pahli badariya
tere hi naam ki dekh sanwariya
odh li maine laal chunariya
tere hi naam ki dekh sanwariya