Mad Mast Nigahe Lyrics | Le Gaya Saddam

                        
                        teri baaho me hi, nigahon me hi
teri yaado me hi khoya rahta hu
teri baaho me, nigahon me
teri yaado me khoya rahta hu
teri baaho me, nigahon me
teri yaado me khoya rahta hu
madmast nigahe julfo ke saaye
namkin adaye dahakti fizaye
tujhe chhune ko dil kyu karta hai
tujhe paane ko dil kyu karta hai

mere pichhe please na aana
chhune ka dhundhe bahana
mere pichhe please na aana
chhune ka dhundhe bahana
ab dhyan se meri sun le
chal patli gali se nikal le
madmast nigahe julfo ke saaye
namkin adaye dahakti fizaye
tujhe chhune ko dil kyu karta hai
tujhe paane ko dil kyu karta hai

n n n na na na na
no no no no na na

chal please ab na pakana
tu tharki hai ya diwana
chal chal chal
chal please ab na pakana
tu tharki hai ya diwana
ab dhyan se meri sun le
bahut maarungi nikal le
aaha madmast nigahe julfo ke saaye
namkin adaye dahakti fizaye
tere rang me rangne ko dil kyu karta hai
aagosh me khone ko dil kyu karta hai

teri baaho me hi, nigahon me hi
teri yaado me hi khoya rahta hu
teri baaho me, nigahon me
teri yaado me khoya rahta hu
teri baaho me, nigahon me
teri yaado me khoya rahta hu
madmast nigahe julfo ke saaye
namkin adaye dahakti fizaye
tujhe chhune ko dil kyu karta hai
tujhe paane ko dil kyu karta hai