Ek Pata Ya Do Pata Ke Lyrics | Loot

                        haseeno ki in aankho me ye dil dooba hai shamo se
adao pe fida hu mai ke khud se hi juda hu mai

ek pata ya do pata ke maskhara dil chahe
kya bura kya hai bhala na mushvara dil chahe

tell me that you wanna wanna love me baby
tell me that you wanna wanna kiss me baby
tell me that you gonna gonna
drive me crazy all night long

palat zara to aa idhar rakhu tujhe sar aankho par
hai char pal ae humsafar sunle jawani to
ye laut ke na aayegi, akeli na jee payegi
mere kareeb aa nayi banale kahani to
adao pe fida hu mai ke khud se hi juda hu mai
ek pata ya do pata ke maskhara dil chahe
kya bura kya hai bhala na mushvara dil chahe
ek pata ya do pata ke maskhara dil chahe
kya bura kya hai bhala na mushvara dil chahe

ho meri baho me aa machal take a trip around the world
ke ishq ki gali me ab aa kho jaye hum
ha yu nakhre wakhre na karo ise rafa dafa karo
i will take you where you wanna go jana ik ho jaye hum
adao pe fida hu mai ke khud se hi juda hu mai
ek pata ya do pata ke maskhara dil chahe
kya bura kya hai bhala na mushvara dil chahe
ek pata ya do pata ke maskhara dil chahe
kya bura kya hai bhala na mushvara dil chahe

haseeno ki in aankho me ye dil dooba hai shamo se
adao pe fida hu mai ke khud se hi juda hu mai
ek pata ya do pata ke maskhara dil chahe
kya bura kya hai bhala na mushvara dil chahe
ek pata ya do pata ke maskhara dil chahe
kya bura kya hai bhala na mushvara dil chahe.