Indian Film History

Saare Jahan Ke Samne Lyrics

From Main Tera Dushman (1989)

Lyricist
Anjaan
Duration
7:46
Saare jahan ke samne ikarar kar liya Saare jahan ke samne ikarar kar liya Are abb jo ho so ho hamne pyar kar liya Apna tumhe jeevan sathee svikar kar liya Apna tumhe jeevan sathee svikar kar liya Are abb jo ho so ho, Abb jo ho so ho hamne pyar kar liya Saare jahan ke samne ikarar kar liya Hoor jannat ki tujhko dekhe toh Hoor jannat ki tujhko dekhe toh, Husn par tere woh bhi jal jaye Main toh insan hu devatao par, Roop ka tere jaadu chal jaye Teri preet mein rab ka bhi deedar kar liya Saare jahan ke samne ikarar kar liya Apna tumhe jeevan sathee svikar kar liya Paas tu hain jab koi manzil kya Paas tu hain jab koi manzil kya Sath tu hain jab koi sahil kya Tera ghar aangan jab mila mujhko, Duniya walo ki koi mahafil kya Dono jahan ki khushiyo Par adhikar kar liya Saare jahan ke samne ikarar kar liya Apna tumhe jeevan Sathee svikar kar liya Ek pal bhi sahi na jaye Abb hamse teri doori Duniya walo se le li Teri chahat ki manjuree Ho..har pahara uth jayega Deevar hain jo tutegi Re maine mana liya kismat ko Tu mujhse kya ruthegi Sabke dil me hamne ghar taiyar kar liya Saare jahan ke samne ikarar kar liya Are abb jo ho so ho hamne pyar kar liya Apna tumhe jeevan sathee svikar kar liya Are abb jo ho so ho hamne pyar kar liya Saare jahan ke samne ikarar kar liya Saare jahan ke samne ikarar kar liya.

More songs from Main Tera Dushman

Saare Jahan Ke Samne Lyrics - Main Tera Dushman (1989) | Indian Film History