Ruthe Rab Ko Manana Aasan Hai Lyrics | Majboor

                        
                        mai logo ke pyar ke kisse sunkar hansta rahta tha
tum sang ankh ladi to mai jana saayar sach kahta tha
ke ruthe rab ko manana aasan hai 
ruthe yaar ko manana mushkil hai
o ruthe rab ko manana aasan hai ke 
ruthe rab ko manana aasan hai
ruthe yaar ko manana mushkil hai 
ruthe yaar ko manana mushkil 
sune ghar ko basana aasan hai aasan hai aasan hai
sune dil ko sajana mushkil hai sune dil ko sajana mushkil hai
ke ruthe rab ko manana aasan hai 
ruthe yaar ko manana mushkil hai
ruthe yaar ko manana mushkil 

ho saka tod de koi jod le koi khilona jodd le koi khilona
is mitti me yaro paida ho sakta hai 
sona is mitti me yaro paida ho sakta hai sona
ujhade bhag lagana aasan hai ujhade bhag lagana aasan hai
tute phul khilna mushkil hai tute phul khilna mushkil hai
o ruthe rab ko manana aasan hai 
ruthe yaar ko manana mushkil hai
ruthe yaar ko manana mushkil  hai

maaf karo ye gussa chhodo 
mai hara tum jiti mai hara tum jiti
tum bin ek din aise bita jaise umariya biti
sab kcuh bhul jana aasan hai sab kcuh bhul jana aasan hai
teri yaad ko bhulana mushkil hai 
teri yaad ko bhulana mushkil hai
o ruthe rab ko manana aasan hai 
ruthe yaar ko manana mushkil hai
ruthe yaar ko manana mushkil hai 
ruthe yaar ko manana mushkil hai