Mera Man Kyo Tumhe Chahe Lyrics | Mann

                        
                        mera mann kyu tumhe chahe mera mann
na jane jud gaya kaise ye bandhan
mera mann kyu tumhe chahe mera mann
na jane jud gaya kaise ye bandhan
kaisi ye deewangi kaisa ye diwanapan
mera mann kyu tumhe chahe mera mann
mai divani ban gayi tumne aisa kiya
meri ninde luti chain bhi mera liya
mera dil meri jan ho,tum abhi
nadan ho ishk se anjan ho
mera mann kyu tumhe chahe mera mann
pyar kahte hain kise,hota hai ye dard kya
aaj pehli bar ye maine jana dilruba
jaagi jagi so gayi kis jaha me kho gayi
kya se kya mai ho gayi
mera mann kyu tumhe chahe mera mann
na jane jud gaya kaise ye bandhan
kaisi ye diwangi kasia yeh diwanapan
meraa mann kyu tumhe chahe mera mann
mera mann,ho mera mann