Lagi Re Mehandi Saj Gayi Dulhaniya Lyrics | Maqaar

                        
                        lagi re mehndi saj gayi dulhaniya
lagi re mehndi saj gayi dulhaniya
haye najar lag jaaye na raama
door piya ke desh hai jaana
haye najar lag jaaye na raama

door piya ke desh hai jaana
lagi re mehndi saj gayi dulhaniya
haye najar lag jaaye na raama
door piya ke desh hai jaana
haye najar lag jaaye na raama
door piya ke desh hai jaana
kesari rang ka jadoo chala hai
banni ko aasmaan ne room mila hai
kesari rang ka jadoo chala hai
banni ko aasmaan ne room mila hai
hey re sakhi ri zara darpan dikhana
haye najar lag jaaye na raama
door piya ke desh hai jaana
haye najar lag jaaye na raama
door piya ke desh hai jaana
banni kahi dekho hume bhool na jaana
sakhi sang beete jo din bhool na jana
banni kahi dekho hume bhool na jaana
sakhi sang beete jo din bhool na jana
likhkar patr hame sab samjhana
haye najar lag jaaye na raama
door piya ke desh hai jaana
haye najar lag jaaye na raama
door piya ke desh hai jaana
dulhe ke kadmo pe phool chadhega
dulhan ke sapno ka phool khilega
dono ke pyar ka deep jalana
haye najar lag jaaye na raama
door piya ke desh hai jaana
haye najar lag jaaye na raama
door piya ke desh hai jaana
aaj duaaye yahi hai mere raaja
khushiyon me dooba rahe tu mere raaja
aaj duaaye yahi hai mere raaja
khushiyon me dooba rahe tu mere raaja
dekha zamaana kare mausam suhana
haye najar lag jaaye na raama
door piya ke desh hai jaana
haye najar lag jaaye na raama
door piya ke desh hai jaana
lagi re mehndi saj gayi dulhaniya
ghunghat piya ka baliye dheere se kholiyo
palko ki sheetal chhaiya pawan pe roliyo