Balma Aisa Na Nikle Lyrics | Marudhar Express

                        
                        Kuch hi dino mein shadi mei hone waalo hai
Is bulbul ki aab aazadi khoone waali hai
Duniya mei dil ki baat samajh nahi paati hai
Koi to puche kya mujhko hayeee.. fikra satati hai

Balma aisa na nikle 
Balma waisa na nikle 
Sochun main to ghadi ghadi 
Soch pe bas na mera chale

Ho Balma aisa na nikle 
Balma waisa na nikle 
Sochun main to ghadi ghadi 
Soch pe bas na mera chale

Aisa na nikle balma
Waisa na nikle 
Aisa na nikle balma
Waisa na nikle

Ho Balma aisa na nikle 
Balma waisa na nikle 
Sochun main to ghadi ghadi 
Soch pe bas na mera chale

Ka karungi main 
Agar balma ke muh mein badboo
Ma hm maa aaye hayee
Ka karungi main 
Agar balma ke muh mein badboo

Ulti aayegi jo mujhse kahega chumma de tu
Bas chala to ginsh dungi manjan se daant main uske

Ulti aayegi jo mujhse kahega chumma de tu
Bas chala to ginsh dungi manjan se daant main uske

Oo Balma..
Ho Balma aisa na nikle 
Balma waisa na nikle 
Sochun main to ghadi ghadi 
Soch pe bas na mera chale

Ho Balma aisa na nikle 
Balma waisa na nikle 
Sochun main to ghadi ghadi 
Soch pe bas na mera chale

Ka karungi main 
Agar balmaa maare kharatee
(Kharrrrrrrrrr…..)
Ka karungi main 
Agar balmaa maare kharatee
Apni foonti kishmat ko marungi main to chantee

Bas chala to rui bhar dungi main naak me uske
Bas chala to rui bhar dungi main naak me uske

Oo Balma..
Ho Balma aisa na nikle 
Balma waisa na nikle 
Sochun main to ghadi ghadi 
Soch pe bas na mera chale

Ho Balma aisa na nikle 
Balma waisa na nikle 
Sochun main to ghadi ghadi 
Soch pe bas na mera chale

Balma jo nikla smart, To tum jyada duffer lagogi
Balma gaya london, To tum India me safar karogi 
Tumne jyada tantrum dikhlaye to ye hoga 
Sakhiyan tumhe replace kar dengi milegi dhokha 
Thoda sudhar jao ki tum koi Miss World nahi ho 
Perfect nahi balmaa magar tumbhi perfect nahi ho

Ka karungi main agar mera balmaa flirt karega
Ayee haayeee ka karungi main
Ka karungi main agar mera balmaa flirt karega
Mere dil ko tadpaayega mujhko hurt karega

Bas chalega to FIR karwa dungi uski 
Bas chalega to FIR karwa dungi uski

Oo Balma..
Ho Balma aisa na nikle 
Balma waisa na nikle 
Sochun main to ghadi ghadi 
Soch pe bas na mera chale

Ho Balma aisa na nikle 
Balma waisa na nikle 
Sochun main to ghadi ghadi 
Soch pe bas na mera chale

Ka karungi main agar balmaa nikla sharabi
Ka karungi main agar balmaa nikla sharabi
Deer raat ko ghar aayega karke nasha kababi

Bas chala to deke chaar chuda dungi latt uski
Bas chala to deke chaar chuda dungi latt uski

Oo Balma..
Ho Balma aisa na nikle 
Balma waisa na nikle 
Sochun main to ghadi ghadi 
Soch pe bas na mera chale

Ho Balma aisa na nikle 
Balma waisa na nikle 
Sochun main to ghadi ghadi 
Soch pe bas na mera chale

Haa.. Aisa na nikle balmaa
Waisa na nikle
Aisa na nikle balmaa
Waisa na nikle

Ho Balma aisa na nikle 
Balma waisa na nikle 
Sochun main to ghadi ghadi 
Soch pe bas na mera chale haaye.