aati hai laaj
aati hai laaj mohe kaise batau re
padte nahi hai aaj dharati pe paav re
aasman hantho mein aa gaya
aasman hantho mein aa gaya
mere tan mein koi sama gaya
mere tan mein
mere tan mein koi sama gaya
aati hai laaj
phoolo ki naiya mein hoke sawar chalo
chalo chanda ke dwar chalo badal ke par
chalo chanda ke dwar
badal bhi sath mein chanda bhi hath mein
badal bhi sath mein chanda bhi hath mein
naino ko pardeshi dho gaya
mere tan man mein
mere tan mein koi sama gaya
aati hai laaj
gaati dole nanchati dole
ye saras ki jodi gaati dole
gaati dole nanchati dole
ye saras ki jodi
kahi hansaye hansaye kahi hansaye
kahi rulaye bairan preet nigodi
jo dekha bairan preet nigodi
hui hai itni chhoti raat
na ho paati hai dil ki baat
na ho paati hai dil ki baat
hui hai itni chhoti raat
na ho paati hai dil ki baat
na ho paati hai dil ki baat
juba par ruke jate hai hay juba par
juba par ruke jate hai hay juba par
juba par ruk jate hai bol khushi ke pyar ke
juba par ruk jate hai bol khushi ke pyar ke