Dekho 2000 Zamana Aa Gaya Lyrics | Mela

                        
                        main aaya diwaana, main aaya mastaana
jalta hu har pal main, main hi hu parwaana
kisne pukaara hai, kisne hai lalkaara
aaya hu dharati pe kismat ka main taara

dekho 2000 jamaana aa gaya
dekho 2000 jamaana aa gaya
dekho 2000 jamaana aa gaya 
milke jine ka bahaana aa gaya
bach ke rehna ha diwaana hu main
dekho 2000 jamaana aa gaya 
dekho 2000 jamaana aa gaya 
milke jine ka bahaana aa gaya
bach ke rehna ha diwaana hu main
dekho 2000 jamaana aa gaya 
milke jine ka bahaana aa gaya

hongi nayi baate socho kya hongi raate
hongi nayi baate socho kya hongi raate
pehale jo na thi woh hongi mulaakaate
jo chala gaya bhul ja kya kisise gila
jo chala gaya bhul ja kya kisise gila 
tire najar ka nishaana hu main
dekho 2000 jamaana aa gaya
dekho 2000 jamaana aa gaya 
milke jine ka bahaana aa gaya, bach ke rehna 

khul ke sab karenge hum na abb darenge
khul ke sab karenge hum na abb darenge
dushman se ladenge hasino pe marenge
koyi toh kahe bewafa koyi toh dilruba
koyi toh kahe bewafa koyi toh dilruba 
par main main hu sayaana hu main
haan diwaana hu main
dekho 2000 jamaana aa gaya 
dekho 2000 jamaana aa gaya 
milke jine ka bahaana aa gaya
bach ke rehna diwaana hu main